Laug jab khuda ho jaayein
2 posters
Pak Fun Chat :: Poetry :: Poetry
Page 1 of 1
Laug jab khuda ho jaayein
Is se pehlay k bewafa ho jaayein
Kiyun na aey dost hum juda ho jaayein
.
.
Tu bhi heeray se ban gaya pathar
Hum bhi kal janay kiya se kiya ho jaayein
.
.
Tu k yakta tha,bay shumaar hua
Hum bhi tootain tau jaa-ba-jaa ho jaayein
.
.
Hum bhi majbooriyon ka uzar karain
Phir kahin aur mubtila ho jaayein
.
.
Hum agar manzilain na ban paaye
Manzilon tak ka raasta ho jaayein
.
.
Dair se soch mein hain parwanay
Raakh ho jaayein,ya hawa ho jaayein
.
.
Ishq bhi khel hai naseebon ka
Khaak ho jaayein,keemiya ho jaayein
.
.
Ab k gar tu milay tau hum tujh se
Aisay liptain teri quba ho jaayein
.
.
Bandagi hum ne chhorr di hai FARAZ
Kiya karain jab laug KHUDA ho jaayein...???
Im Back Sathyooo Mujhay miss kiya>?such such batana
Kiyun na aey dost hum juda ho jaayein
.
.
Tu bhi heeray se ban gaya pathar
Hum bhi kal janay kiya se kiya ho jaayein
.
.
Tu k yakta tha,bay shumaar hua
Hum bhi tootain tau jaa-ba-jaa ho jaayein
.
.
Hum bhi majbooriyon ka uzar karain
Phir kahin aur mubtila ho jaayein
.
.
Hum agar manzilain na ban paaye
Manzilon tak ka raasta ho jaayein
.
.
Dair se soch mein hain parwanay
Raakh ho jaayein,ya hawa ho jaayein
.
.
Ishq bhi khel hai naseebon ka
Khaak ho jaayein,keemiya ho jaayein
.
.
Ab k gar tu milay tau hum tujh se
Aisay liptain teri quba ho jaayein
.
.
Bandagi hum ne chhorr di hai FARAZ
Kiya karain jab laug KHUDA ho jaayein...???
Im Back Sathyooo Mujhay miss kiya>?such such batana
Re: Laug jab khuda ho jaayein
welcome back sTrAnGeR bhai yuh we miss u any ways nice post keep it up
maha- Posts : 45
Join date : 2009-05-23
Pak Fun Chat :: Poetry :: Poetry
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|