«·´¯`·»¦« For My MOM .. i miss my MOM «·´¯`·»¦«
Pak Fun Chat :: Poetry :: Poetry
Page 1 of 1

Har chot pe maine usi ko pukara hai
meri maa hi bas ab to mere jine ka sahara hai
Kaha khud ne par auro ko kabhi kehne na diya
har bhul ko usne bare pyar se sudhara hai
Aaj jo kuch hu usi ki mehnat ka phal hu
apna jiwan maine apni maa par waara hai
Meri tanhaiya usi ke wajud se hai roshan
Ha maa tune hi es ziist ko sawara hai
ek teri hasti jo nahi toh maa kuch bhi nahi
jiskay paas tu nahi who jiti bazi haara hai
kabhi main jhagro tujh se kabhi piyar karoon
es chaman mein apna rishta sabse piyara hai
maana honay lagi hay bari ab teri Kamsin
per guzarna use teri hi gaud mein jeewan saara hai

ÑiDØ_KiDØ- Posts : 366
Join date : 2009-05-21
Age : 36
Location : »¦« Abu Dhabi »¦«
Pak Fun Chat :: Poetry :: Poetry
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|