«·´¯`·»¦« Dil Tor Nay Walay Tujhay Dil Dhond Raha Hai «·´¯`·»¦«
Pak Fun Chat :: Poetry :: Poetry
Page 1 of 1

Oct 17 2004, 05:48 PM
Dil tor nay walay Tujhay dil dhond raha hai
awaz day tu konsi nagri mein chupa hai
Tu humko jo mil jaye, tu haal apna suanyein
khud royein kabhi aur kabhi tujhko rulayein
wo dhaag dhikayein jo humein tunay diya hai
Dil mein tu ye hasrath k tere paas main aaon
badnaam hoon na kaam hoon kya mujh mein raha hai
seenay mein teri yaad ka toofaan utha hai
dikhla k kinara mujhay mallah nay luta
kashti bhi gaee haath say patwaar bhi chuuta
Ab aur na janay meri taqdeer mein kya hai
Dil tor nay walay tujhay dil dhond raha hai
bethay hai chupaye hue ashkon mein tera gham
har chot ubhar aayee hai har zakhm hara hai

ÑiDØ_KiDØ- Posts : 366
Join date : 2009-05-21
Age : 36
Location : »¦« Abu Dhabi »¦«
Similar topics
» TUjhay Bhula DIya wtih Lyrics
» Ajnabi Logon Main
» •«¦» Yun Hi Be Sabab Na Phira Karo Koi Shaam Ghar Bhi Raha Karo «¦»•
» Ajnabi Logon Main
» •«¦» Yun Hi Be Sabab Na Phira Karo Koi Shaam Ghar Bhi Raha Karo «¦»•
Pak Fun Chat :: Poetry :: Poetry
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum