Pak Fun Chat
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Aatay nahi loat k beetay howe zamanay

2 posters

Go down

Aatay nahi loat k beetay howe zamanay Empty Aatay nahi loat k beetay howe zamanay

Post  Sara Sun Aug 09, 2009 11:30 pm

Kitab-e-dil pe likhay thay kitnay he afsanay
kuch qisse naye thay aur kuch berson puranay
Kuch un ka zikr jo kabhi rug-e-jaan se they qareeb
kuch wo jo aaj bhi lagtay hain begaanay
Kaash aisi koi rut koi moosam aaye
khushiyon bhare geet hum lagein gungunanay
Aaj bhi dil mera is aas pe zinda hia
aik roz to aayein gay wo hum ko mananay
Safha-e-dil ko koi humare perh ker dekhay
khoon-e-jiger se likhay hain sab afsaanay
Guzra howa zamana bhula do zehen se apnay
aatay nahi loat k beetay howe zamanay

Sara

Posts : 8
Join date : 2009-08-09

Back to top Go down

Aatay nahi loat k beetay howe zamanay Empty Re: Aatay nahi loat k beetay howe zamanay

Post  Arzoo-lhr Sun Jan 24, 2010 11:50 am

hum ahl-e-mohabbat par woh waqt bhii aaye hein
khud qatl huwey aur qaatil kahlaaye hein

roye to hai ruswaai chup rahne pe dam TooTe
phoolon ke ewaz hamnein woh zakhm bhii khaaye hein

apnon ki mohabbat kii itni sii haqiqat hai
jitna bhii gale miliye utne hii paraye hein

is daur mein \’barham\’ bach kar bhii kahan jaayein
jo aag baraste hein woh apnon ke hii saaye hei
Arzoo-lhr
Arzoo-lhr

Posts : 16
Join date : 2010-01-24
Location : england

Back to top Go down

Back to top

- Similar topics

 
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum