kuch baatain hum say suna karo
4 posters
Pak Fun Chat :: Poetry :: Poetry
Page 1 of 1
kuch baatain hum say suna karo
kuch baatain hum say suna karo
kuch baatain hum say kiya karo
mujay dil ki baat bata do
tum hont na apne siya karo
jo baat labo tak na aa sake
wo ankho say keh diya karo
kuch baatain kehna mushkil hain
tum chehre se parh liya karo
jab tanha tanha hote ho
awaz mujhe tum diya karo
har dharkan mere nam karo
har sans main mujh ko piya karo
be-rang agar ya jivan hai
mere haal se rang liya karo
jo khushain teri chahat jain
mere daman se chun liya karo
kuch baatain hum say kiya karo
mujay dil ki baat bata do
tum hont na apne siya karo
jo baat labo tak na aa sake
wo ankho say keh diya karo
kuch baatain kehna mushkil hain
tum chehre se parh liya karo
jab tanha tanha hote ho
awaz mujhe tum diya karo
har dharkan mere nam karo
har sans main mujh ko piya karo
be-rang agar ya jivan hai
mere haal se rang liya karo
jo khushain teri chahat jain
mere daman se chun liya karo
maha- Posts : 45
Join date : 2009-05-23
Similar topics
» •«¦» Yun Hi Be Sabab Na Phira Karo Koi Shaam Ghar Bhi Raha Karo «¦»•
» * *KAHBON MEIN MERY NA TUM AYA KARO* *
» «·´¯`·»¦« KucH LoG «·´¯`·»¦«
» KUCH SOCHON
» TUM SE KUCH NAHI KEHNA
» * *KAHBON MEIN MERY NA TUM AYA KARO* *
» «·´¯`·»¦« KucH LoG «·´¯`·»¦«
» KUCH SOCHON
» TUM SE KUCH NAHI KEHNA
Pak Fun Chat :: Poetry :: Poetry
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|