Pak Fun Chat
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

mujhay ek baat kehni thi, tumhain itna bataana tha

2 posters

Go down

mujhay ek baat kehni thi, tumhain itna bataana tha Empty mujhay ek baat kehni thi, tumhain itna bataana tha

Post  sTrAnGeR Mon Jun 01, 2009 12:31 am

mujhay ek baat kehni thi, tumhain itna bataana tha
ke meri zindagi ho tum , tumhain hi sochta hon main

buhat masrof rehta hon , buhat say kaam hain mujh ko
magar tum say nahin ghafil,tumhain hi sochta hon main

buhat say log miltay thay , magar jab say tumhain dekha
na janay kya hua mujh ko , tumhain hi soochta hoon main

mujhay auroon say kya lena, mera logoon say kya rishta
meri dunya ho tum hi tum , tumhain hi soochta hoon main

nigahoon main basi ho tum , khayaloon main samai ho
sukoon-e-dil ho tum mera, tumhian hi soochta hoon main

buhat mushkil hai ye jeena, tumharay bin mera rehna
kay meri saans main ho tum , tumhain hi sochta hon main

kabhi tanhai main betho, agar tanhai main tum ho
tou itna yaad kar lena , tumhain hi soochta hoon main
sTrAnGeR
sTrAnGeR

Posts : 106
Join date : 2009-05-14
Age : 31
Location : Madinah

http://www.pakifriendz.comyr.com

Back to top Go down

mujhay ek baat kehni thi, tumhain itna bataana tha Empty Re: mujhay ek baat kehni thi, tumhain itna bataana tha

Post  ÑiDØ_KiDØ Mon Jun 01, 2009 8:51 pm

mujhay ek baat kehni thi, tumhain itna bataana tha Clapanimatedanimationcl

mujhay ek baat kehni thi, tumhain itna bataana tha Clapanimatedanimationcl

mujhay ek baat kehni thi, tumhain itna bataana tha Clapanimatedanimationcl

bahut achi hai broder

WAh WAH WAH WAH WAH

Very Nice
ÑiDØ_KiDØ
ÑiDØ_KiDØ

Posts : 366
Join date : 2009-05-21
Age : 36
Location : »¦« Abu Dhabi »¦«

Back to top Go down

Back to top

- Similar topics

 
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum